Apni Facebook account ki security ko kesy braye  10 Best tips




Kuch sal pehly hackers NY ye dawa kiya tha k pakistan and India k 70% Facebook account girls and ladies k photos p°rn s>exy site par bejy ja rahy hen is news k aty hi Facebook NY apny user ki security aur bhi brha di thi AGR ap in hackers se bachna chahty hen aur apny photos ko save rakhna chahty hen tu is post men btayi gayi tips ko zror follow kren apka Facebook account 80% safe rakhy AGR ye bat sach hy tu ye sochny wali bat hy is leye hum leker aye hen aisi secret tips Jo apky Facebook account ko hack hone se bachaigi aur apky photo ko hacker bhi nhi chura sagta hy 

Accully social site already secure hoti hen leken hum apni Facebook security setting ko ignore kar dety hen isleye hacker asani se hmare persnole data ko chura leta hy men apko Facebook security k bary men tips de raha hoin agar sahi lagy tu follow kren 

Facebook account ko hack hony se kesy roky 10 best tips is post men btayi gaie briya tips hen AGR hum aur ap is tips ko follow karty hen tu hmare account ko koi bhi hack nhi kar sagta .

Facebook account ko hack hony se kesy roky 10 tareqy .....


Facebook NY apny account ko save rakhny k leye ye pehly se hi ye option diye hen bs apko kuch step ko follow karna hoga aur apni Facebook account ki setting kuch is trha karni hogi ta k apki personale information ko hack ya chura na saky 

Follow bellow step ""'""'"'" 


1/  Facebook photos' post, status ko anjan logon se bchaye ...
Facebook par post photos status ko anjan logon se kesy bchaye ye men apko btany wala hoin Actually Facebook men ye option pehly se hi majood hy k ap jin logon ko nhi janty ya anjan hen tu ap un se apny photo status post ko hide kar sagty ho .

           Account setting 

  • ab setting and pravicy :par jaye .

• ab jaha bhi pravicy publish ho waha 
• pravicy change kar k only my friend ya ap Jo 
• chaho rakh sagty ho .




          Facebook page setting 


• Apny Facebook page k right side men diye hwy icon par click kary .

• Ab ap k samny privacy setting tools ka option open hoga .



• isme  who can see my future post
Par click kar k ap apni privacy only me ya only my friend kar k apni photos ajnan logon se hide kar sagty ho .



2: Facebook log in Alert on kare.

Hmesha Facebook log in alert on rakhy 
Fac book log in alert on hoga tu jb koi apky account k sath kuch chadchad karty ga ya log in kary karny ki koshish kary ga tu apko us ka email ya msg mil jayega .

1 ,    Facebook setting par jaye .

2,     security setting par click kary.



3,     log in alert par click kary .



4,    abhi alert setting ko on karky save par Click kary .



3, Bina pechan k person ki friend         request  block keen .

Facebook par apko kai qissam k anjan logon ki friend request ati rehti hy tu ap unhy exapt nhi karty tu aisy men WO bar bar request bejta hy ho sagta ho WO koi hacker ho aisy men ap apni account ki setting men ja kar ye seat kar sagty hein ta k apko kio ajnan person friend request na bej saky .

1, Facebook pravicy setting men jaye .
2, ab" who can contact me " par jaye .



3, yahan" who can send you friend request
    Par everyone ki jagha friend off friend 
    Select kar dy aisy men apko apny doston 
    K dost hi friend request bej sagty hen.

4" message filter kare .

AGR ap k pass zrorat se zyada msg aty hen tu ap message filter setting men ja kar message filter setting karni hy message filter set karna is leye zrori hy k yahan se bhi apki pravite information leek ho sagty hy .

1,  Facebook pravicy setting par jaye .


2, who message do want filtered into my 
        Inbox par click kary .

3, Yaha basic aur strict Waly option hon gy 
      Ap stric wala option seat kary jesy har         any wala msg filter ho .



5, Email address hide kary .

   Bohat se friend email I'd se Facebook account bnaty hein aur apni email I'd ko Facebook account par publish kar k chod dety hen Aisy men hackers apki email I'd pata kar k apko facebook k fake msg bejta hy jesy kuch offer ya kuch aur aisy men ap us link par click kar k jb log in karty ho tu hacker ko apka password mil jata hy .

1, isleye ap "who can look you up" 
   Using the Emil address you provides
   Par jayr.



2, yaha everyone ki jagha only me ya friend select kary.



6, mobile number hide kary.

AGR apki Facebook profile par mobile number add hy tu yahan se apky mobile number ko churaya ja sagta hy so apny mobile number ko kabhi bhi publish na kary 

1, Facebook setting mein "who can look you       up using phone number you provided? 
    Par jaye .



2, ab everyone ki jagah friend select kary ya only me select keen mery hissab se only me tek rahy ga.




7, timeline aur tagging ,

Kai bar apki timeline par aisy photo share kiye jaty hen Jo apky leye galat ho sagty hen aisy men is bat ka dyan rakhna bohat hi zrori hy ta k apko galat image men apko koi tag na kar saky .

1, timeline and tagging setting par jaye.
   

2, who can post on your timeline " who can         see  post you have been tagged in on               your timeline? Who can see what oher            post on your  timelline? Sab par only              mee select kary .



8, HTTPS:// ka khayal rakhy.
    
    Ap jab bhi kisi site par sing in kary ya sing up kary tu ak bat ka hmesha khayal rakhy WO site HTTPS se start honi chahye phir chahye WO social media ho ya koi aur site HTTPS ka matlab hota hy hypertext transfer protocol secure isy website ki security k leye hi bnaya gya hy jesy meri site hy HTTPS://paisykamana.blogspot.com
Jo site HTTPS se bnayi gaie hy un par apki I'd ko koi nhi chura sagta hy .



9, Active security code.

Apny Facebook account ko save rakhny k leye hmesha security cood ko active rakhy isy apko apny account k bary men jankari milti hy aur koi apky account par koi cherdchard nhi kar sagy ga .

1, Facebook setting par jaye.



2, security setting par click kary .



3, cood genotar par click kary.



Ab yahan upar unable ka option ayega is par click karty hi ak box open hoga is men apko security cood dalna hy ye cood apko Facebook app se hi Milly ga Facebook apps k menu men ye option hota hy yad rahy apko Facebook apps se cood milny k bad 30 second k under apko box men enter kar k submit karna hoga .


10, Log out any where" 

Hum aksar jaldbazi men apna Facebook account log in chod dety hein aisy men is k sath koi bhi cher khani kar sagta hy Facebook men ab aisa feauture hy k ap kahi se bhi log out kar sagty ho Facebook par apky account se kab kaha aur kis browser men apny log in kiya hy sab save hojata hy isy ap nechy diye gye tareqy se delete kar sagty ho  isy ye faida hy k ap kisi computer ya browser men log in kiya hy tu ap apni device se usy log out kar sagty ho .

1, Facebook setting par jaye.



2, security setting par click kary .



3, ab where are you logged in, me dekhiye 
     Ab apny jahan bhi apna account log in 
    Kiya hoga un sab ki jankari yahan hogi 
    Un sab ko log out kar dijye , 



Umeed hy k ap is post ko read karny k bad apny Facebook account ko save rakh sagty ho aur apka Facebook account hack hony se bhi Bach jayega tu friend mujy umeed hy k is post ap k leye helpful hogi thankx for visit my site